“Paani Paani”
Usne mujhe chhua bhi nahi
Aisa waisa kuch hua bhi nahi
Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi
Chalegi kya
Glass pada hai khaali, bharegi kya
Saath aaye launde se daregi kya
Andar ki feeling se ladegi kya
Hadd ho gayi
Hadd se aage bhi badhegi kya
Nau acre mein farm, farm pe ghode
Ghode pe chadhegi kya
1 2 3, gaadi ke bonnet se nikle pari
Launde aage kahin tikte nahi
Baatein hain kaidi meri, likh le kahin
Chal niklein kahin aan
Aisi hoon khoyi kabhi khoyi hi nahi
Aankhein mili hain jabse soyi hi nahi
Duniya se, sune hain, kisse tere
Jaane kya aayega hisse mere
Issi khayaal mein deewani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi
Image kharaab, kaam galat hai
News mein naam aata har week
Phir bhi jahaan se guzroon
Har bandi ke mooh se nikle cheekh
Haath pakad par dil na laga
Jo kehti hai karke dikha
Sun’ne mein aaya hai tu marti hai humpe
Marr ke dikha
Rehne de, mooh bandh rakh
Aankhein jo kehti hain kehne de
Bahut ruki hai aaj tu
Paani banke khud ko behne de
Aye
It’s yo boy badshah!
Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise…
Lyrical Diary-
The song “Paani Paani” is about the harsh realities of life in a developing country such as India. The lyrics are written in a simple, understandable language that anyone can relate to, and they describe the struggles that people living in poverty face daily. The song is a plea for help, and it asks the listener to think about the people who are struggling to survive in a world where they have nothing.